Toota hua sa hu na pata hai kya kismat ka faisla ho
Aaj sambhal jaun ya bikhar jaun aakhir koi ishara ho
Tinka tinka bojh ban kar betha hua hai aankho pe meri
Khwabon ke aaine ko palko se giraun aakhir koi to bahana ho..
Kadamon ki aahat sunke bhi na khole hai dil ke darwaze
Barsaaton me bheege to aasra bhi khud aur chaadar bhi khud
Dastak de kar bhi muuh fer de wo shaks jab humse to sochta hu
Duriyon se khul jaye duniya me aakhir aisa bhi koi taala ho..
Love,
Aslam (:

1 comment:
fir se likhna band haan?
jab tak poke na karo likh nai sakte q...?
WORK IN PROGRESS kab tak saal ho gaya waiting for u r new Teaser
Post a Comment